Main Door Direction as per Vastu:

Main Door Direction as per Vastu:

Main Door Direction as per Vastu:

Main Door Direction as per Vastu:

#Vastu #apnaghar #vastushastra #mukhyapravesh #ishan

Views: 74

Short Description

Bharatiya sanskriti mein Vastu ek kaafi prachlit ang hain. Kai log isey “ Pauranik Bhartiya vastukala vigyan” bhi samajte hain. Yeh baat main apne niji anubhav se baya karna chahunga. Bhartiya ghar ya koi bhi property kharidne ke liye thodi vishist soch rakhte hain. Pichle saal, hum Ahmedabad mein ek aisi property ki talaash kar rahe the jisey hum “Apna Ghar” keh sake.

Main Blog Content

Bahut lambi khoj ke baad aakhirkar humne ek naye building mein apna block final kiya. Waha par maine apne mama ko idhar-udhar, yaha se wahaan aate jaate dekha, maine unhe ghar ke pravesh dwar ke paas khade dekha aur kabhi who phone ke compass mein kuch dekh rahe the, phir building ke floor plan ko baar padh rahe the. Mujhse puche bina raha nahi gaya aur vey kya kar rahe they puchne par unhone bataya ki “Yeh ghar ka pravesh dwar Ishan Kone mein Hain.” Maine pucha, “Woh kya hota Hain? “ Unhone bataya,” Ishan kone me mukhya pravesh dwar hone se ghar mein sakaratmak urja ka vahan hota hain jisse ghar ke sadasyo ki sehat aur mansikta achi rehti hain.” Maine prashna kiya, “Agar kisi ghar ka mukhya pravesh dwar, Ishan mein nahi hain phir? “ “To phir, purva ya utar disha ke dwar bhi labhdayi ho sakte hain, bas vastu ke hisaab se ghar ka pravesh dwar dakshin ya netrutva mein nahi hona chahiye.”- Mama ne bataya. Yaani, bhartiya hindu ke liye Vastu Shastra ek bahut hi mahatvapurn vishay hain jissey weh ghar ko kharidne ya na kharidne ke nirnay ka aadhar maante hain. Aaj, bahut se builders aur agents saaf likhte hain apne vigyapan mein ki hamari property, Vastu Anumat hain.
 
Bharatiya sanskriti mein Vastu ek kaafi prachlit ang hain. Kai log isey “ Pauranik Bhartiya vastukala vigyan” bhi samajte hain. Yeh baat main apne niji anubhav se baya karna chahunga. Bhartiya ghar ya koi bhi property kharidne ke liye thodi vishist soch rakhte hain. Pichle saal, hum Ahmedabad mein ek aisi property ki talaash kar rahe the jisey hum “Apna Ghar” keh sake.

Comments

Share this Post

Title: Main Door Direction as per Vastu:

Description: Bharatiya sanskriti mein Vastu ek kaafi prachlit ang hain. Kai log isey “ Pauranik Bhartiya vastukala vigyan” bhi samajte hain. Yeh baat main apne niji anubhav se baya karna chahunga. Bhartiya ghar ya koi bhi property kharidne ke liye thodi vishist soch rakhte hain. Pichle saal, hum Ahmedabad mein ek aisi property ki talaash kar rahe the jisey hum “Apna Ghar” keh sake.

Link: https://cleardeals.in/blogs/detail_blog.php?id=24

Share on: